Navkar Pratapgarh

Navkar Pratapgarh Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Navkar Pratapgarh, Electronics Store, 1st Floor, Padmawati complex, near bus stand, Pratapgarh (Raj), Pratapgarh.

Navkar Furniture & Electronics, Pratapgarh आपका भरोसेमंद फर्नीचर शोरूम है जहाँ आपको मिलता है डायरेक्ट फैक्ट्री प्राइस 🤩 पर उच्च गुणवत्ता का 100% कस्टमाइजेबल फर्नीचर। 🛋
हमारी अपनी मैन्युफैक्चरिंग यूनिट बड़ी सादड़ी में स्थित है | 🙏🏻

29/08/2026

Ek achhi team sirf kaam complete nahi karti,
woh har project ko better banati hai. 🤝🔥

Furniture banana ek process hai, lekin us process ko quality, perfection aur consistency ke saath deliver karne ke peeche ek poori team ki mehnat hoti hai.

Har din naye designs, naye challenges aur naye projects aur har baar ek hi mindset - Isse aur better kaise kar sakte hain?

Yahi mindset humein aage le jaata hai. ❤️
Proud of the people behind every piece we create.

This is Team Navkar. 🫶✨

Customized furniture, custom furniture manufacturer, dream team, proud team, furniture designer, designer showroom, design inspiration, reel ideas, reels trending, trending, furniture reels, modern furniture, home decor, home interiors, barisadri, chittorgarh, udaipur, home designs, furniture store, modern sofa designs

25/08/2026

Don't we take life a little too seriously? 🤔😂

Life is all about - Earning, Exploring and Experiencing new things. 💸✈️🌎
Paisa zaroor kamao, but sirf bank balance badhane ke chakkar mein life ko 'kal' pe mat chhodo. 🤦❌️

Share this reel your that friend jisko lagta hai ki bas paise kamane se hi sab kuch ho jaata hai. 😒🤣😂

Travel, Mountains, Work, Snow, Furniture, Design, Work life balance , Explore , Fun, Sea, India 🇮🇳, Memories, Money, Passion, Funny, Home decor, Business, Business owner, Furniture showroom, Chittorgarh, Udaipur, Designer, Mountain lovers, Trekking

14/08/2026

Furniture kharidna hai?

Toh ye 5 mistakes bilkul mat karna. ❌️

Furniture sirf dekhne me accha hona kaafi nahi. ❌️
Material, quality, comfort, dimensions aur durability✨️ - har cheez matter karti hai. ✅️

Aur in 5 mistakes me se ek bhi kar di, toh baad me regret ho sakta hai. 🤦🤷

Isliye reel ko SAVE kar lo 📌
Agli baar furniture lene jao, toh ye 5 points zaroor check karna.

Aur jab furniture kharidne niklein, toh Navkar furnitures ek baar zaroor visit karein - kyunki furniture ko sirf photo me dekhna aur saamne se feel karna, dono ka experience alag hota hai. 🛋️✨
Pehle dekhiye, samajhiye, compare kijiye, phir decide kijiye. 🤍

Furniture | Custom Furniture | Customized Furniture | Modern Furniture | Premium Furniture | Modular Furniture | Furniture Design | Sofa Design | Home Furniture | Interior Design | Home Interiors | Bespoke Furniture | Furniture Manufacturing | Living Room Furniture | Bedroom Furniture. 🏡✨

01/08/2026

When customers stay with you for 15 years, you know you're doing something right. Thank you for your trust. 🙏

27/07/2026

Har mandir lakdi se nahi banta,
kuch mandir bante hein
aastha, vishwas aur bhavnaon se. 🙏🤍

Aur jab baat ghar ke mandir ki ho,
toh compromise ki koi jagah nahi hoti. ❌️

Isliye hum har mandir ko customer ki space, size, design aur choice ke hisaab se 100% customize karte hein. 💫
Jo aap sochte hain, hum usse
haqeeqat ka roop dete hain. ✨️

Chahe design traditional ho ya modern,
compact ho yaa grand. Har mandir sirf aapke ghar ke liye taiyar kiya jata hai.✨️

Agar aap bhi apne ghar ke liye ek aisa mandir chahte hain jo sirf khoobsurat hi nahi, balki aapke ghar ka sabse pavitra kona ban jaaye. 🦚🪬
Toh,
Ek baar humara showroom zaroor visit kijiye.
Shayad aapka sapno ka mandir sirf ek visit hi dur ho. ✨🤍

Aur jaankari ke liye - 7737836031
par contact kariye 🙏🏻

12/07/2026

Ji haan, bilkul sahi suna aapne! 💯

Navkar ab sirf Badisadri tak hi limited nahi raha. Ab hum PAN India projects par bhi kaam kar rahe hain. 🇮🇳

Aap apne ideas batayiye, apni choice share kijiye, hum aapki requirements ke hisaab se poora furniture 100% customize karke tayyar karenge. 🛋️

Aur agar aapke paas koi design available nahi hai, to uski bhi bilkul chinta mat kijiye. Hum aapke space, lifestyle aur budget ko samajhkar aapke liye custom designs bhi tayyar karenge. ✨

Sirf furniture hi nahi, bahut jald Complete Interior Design Services bhi Navkar ka hissa banne wali hain. 🏡

Hamara maksad sirf furniture dena nahi, balki aapke sapno ke ghar ko exactly waise hi create karna hai, jaise aap use dekhna chahte hain. 🤍

Apna FREE Design Consultation aaj hi book kijiye aur apne dream home ki planning shuru kijiye. 🚀

📞 Contact : 7737836031

Aur haan - aise hi saath bane rahiye, kyunki Navkar ke saath abhi bahut kuch naya aur exciting aana baaki hai. ❤️✨

27/06/2026

विरासत वही है, ✨️
लेकिन सोच अब एक नए दौर में कदम रख चुकी है। ❤️

सालों पहले जो सफर एक छोटे से सपने के साथ शुरू हुआ था,
आज उसकी जिम्मेदारी तीसरी पीढ़ी ने संभाल ली है। ✨️

वही भरोसा, वही ईमानदारी, लेकिन अब नए नज़रिए,
नए डिज़ाइन्स और नई सोच के साथ। 💯

कई नए कलेक्शन्स पहले ही लॉन्च हो चुके हैं,
और अभी तो ये सिर्फ शुरुआत है। 🤍

हमारे इस सफर का हिस्सा बने रहिए,
क्योंकि आने वाले दिनों में हम सिर्फ फर्नीचर नहीं,
नए अनुभव भी लेकर आ रहे हैं। 🛋✨️

28/04/2026
24/04/2026

⚠️ सावधान!
सस्ता दिखा, दिल बहका…
फिर वही सबसे ज़्यादा खटका। 😓

जो आज सस्ता लगता है,
वही कल सबसे महंगा पड़ जाता है।
तो ऐसे झांसे में मत आइए। 🚫

एक बार सही चुनिए, जो सालों तक आपका साथ निभाए। ✅️
Navkar Furnitures ✨️
जहाँ सारा फर्नीचर खुद बनाया जाता है —
पूरी जिम्मेदारी और बारीकी के साथ।

30 सालों का अनुभव,
quality में मजबूती और काम में सच्चाई।

एक बार आइए.. फर्क खुद महसूस कीजिए। 🤝
📞 9251110853, 8829960853

17/04/2026

भरोसा शब्दों से नहीं,
अनुभव से बनता है। ✨️
और हम हर दिन इसे साबित करने की कोशिश करते हैं ✨
चाहे पहली बार हो या फिर दोबारा, हमारी कोशिश हमेशा यही रहती है—हर बार पहले से बेहतर देना 💪
सिर्फ फर्नीचर नहीं, बल्कि एक ऐसा अनुभव जो याद रह जाए 🛋️
क्योंकि आपका भरोसा ही हमारी असली पहचान है ❤️”

Address

1st Floor, Padmawati Complex, Near Bus Stand, Pratapgarh (Raj)
Pratapgarh
312605

Opening Hours

Monday 9am - 7:30pm
Tuesday 9am - 7:30pm
Wednesday 9am - 7:30pm
Thursday 9am - 7:30pm
Friday 9am - 7:30pm
Saturday 9am - 7:30pm
Sunday 9am - 7:30pm

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Navkar Pratapgarh posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share