Nepali Islami Rishta Center

Nepali Islami Rishta Center Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Nepali Islami Rishta Center, Information Technology Company, Janakpur pol chok, Janakpur.

Alhamdulillah is platform se Islami Rishat Karwa jata hai jin Hazrat ko achchhe Rishte ki Talash hai to ham se Zarur Rabta kare
Only WhatsApp +9779818805611
Imo WhatsApp par Contact kar sakte hain

Is Aadmi ka name to mujhe  pata nahi aur kaha ka Hai is se bhi mujhe koi lena dena nahi hai bas mai itna kahunga tumhare...
09/10/2026

Is Aadmi ka name to mujhe pata nahi aur kaha ka Hai is se bhi mujhe koi lena dena nahi hai bas mai itna kahunga tumhare me Kya achchha hai kya kharab hai mujhe us se bhi koi lena dena nahi hai lekin tum har waqt islam aur musalman ko kiyu target karta hai Abhi is ne halala par bat kiya hai ke hindu ko bhi is me shamil hone do mai yeh kah raha hun tum se agar bachcha paisa nahi hota hai to tumhara bhai bhi kar sakta hai aur yeh silsila barte raheta hai jab take bachcha paida na ho jaye santan ke liye is se bhi mujhe koi problems nahi hai tumhara dharam tum jano is liye ke yeh tumhara dharam hai tum ko pata hoga islam me halala ka kya tariq oh ek agal bahas hai is me mat paro tum apne kam se kam rakho nahi to tum apni ma chudwao par target islam ko mat karo

🌟 नेपाली मुस्लिम समुदायका लागि शुभ समाचार! 🌟आजको समयमा आफ्नो सन्तान वा आफन्तका लागि सही, योग्य र दीनदार जीवनसाथी (रिश्ता...
17/08/2026

🌟 नेपाली मुस्लिम समुदायका लागि शुभ समाचार! 🌟
आजको समयमा आफ्नो सन्तान वा आफन्तका लागि सही, योग्य र दीनदार जीवनसाथी (रिश्ता) खोज्नु ठूलो चुनौतीपूर्ण बनेको छ। गोपनीयता (Privacy) को डर र नक्कली विवरणहरूका कारण उपयुक्त जीवनसाथी भेट्टउन निकै समय लाग्ने गर्छ।
यसै समस्याको स्थायी र भरपर्दो समाधानका लागि हामीले सुरुवात गरेका छौँ Nepali Islami Rishta Center (NIRC)! 🤝✨
यो एउटा यस्तो सुरक्षित डिजिटल प्लेटफर्म हो, जहाँ नेपाल तथा विदेशमा रहेका नेपाली मुस्लिम परिवारहरूले पूर्ण गोपनीयता, सुरक्षा र इज्जतका साथ सही हमसफर रोज्न सक्नुहुनेछ।
हाम्रा मुख्य विशेषताहरू:
✅ Admin Verification: हरेक प्रोफाइलको गहन जाँच ताकि कुनै पनि नक्कली खाता नहोस्।
✅ Full Privacy Control: तपाईंको व्यक्तिगत जानकारी केवल गम्भीर र सही व्यक्तिसम्म मात्र पुग्नेछ।
✅ Easy Matchmaking: उमेर, शिक्षा, रुचि र पारिवारिक पृष्ठभूमि अनुसार सजिलै रिश्ता खोज्नुहोस्।
📍 आफ्नो वा आफ्नो परिवारका सदस्यहरूको प्रोफाइल आजै दर्ता गर्नुहोस्:
👉 https://islami-rishta-connect.base44.app
💬 नेपालका साथै साउदी, कतार, मलेसिया, युएई (Gulf/Worldwide) मा रहनुभएका सम्पूर्ण नेपाली मुस्लिम दाजुभाइ तथा दिदीबहिनीहरूलाई यो पोस्ट बढीभन्दा बढी सेयर गरेर सहयोग गरिदिनुहुन हार्दिक अनुरोध गर्दछौँ।

Assalamu Alaikum Aaj se kuchh din pahle ek post kiya tha to bahut sare apne hi log mujhe bura bhala kaha tha khair mujhe...
12/07/2026

Assalamu Alaikum
Aaj se kuchh din pahle ek post kiya tha to bahut sare apne hi log mujhe bura bhala kaha tha khair mujhe apne kuchh bhi kahe koi bat nahi dusre b**h me na pare Aaj dusra usi Raste par chal para hai is ki Zimmewar kaun hai islam me jo chiz nahi hai agar kisi ne us par logo ko lagaya to us ka gunah bhi us par hoga jis ne is chiz ko barhawa diya Allha Taala ham sab ko hedayat de Ameen summ Ameen 🤲

Ladkiya   kiyu karti haiAssalamu Alaikum Mere pyare islami bhai shadi ke Rukhsati wale din apni beti ko itna bharosa zar...
18/06/2026

Ladkiya kiyu karti hai
Assalamu Alaikum
Mere pyare islami bhai shadi ke Rukhsati wale din apni beti ko itna bharosa zarur dilana aur use kahna ke ke mere pyari beti maine tum ko ek insan se shadi ki hai aagr yeh aur inke ghar wale janwar ban jaye ya. Kisi chiz ke liye prishan kare dahej ho ya aur koi bat to ghabrana nahi na karna mai abhi Zinda hun tumhare liye mere ghar ke darwaze khule hain jab chaho mere pas aajao mujhe batao agar waha thik nahi hui to ham tumhari shadi kahi aur karwa denge ya mere ghar me aise hi rahna yeh tumhara bhi ghar hai lekin khudkashi nahi karna Aaj kal bahut sare mam bao hai jo apni beti ko bojh samajhte hain shadi ke bad bhul hi jate hain aisa nhai kare khudara aap ka itna kah dene se aap ki beti sokun se rahegi kabhi khudkashi nahi karegi koi parishani hogi to aap ko batayegi par aisa nahi hota hai bahut afsos ki bat aksar shauhar unki bat nahi sunta hai sal sarur dahej ke liye tang karti hai mam bap sath nahi dete na unki bat sunte hain fir ladki sonchti hau ke mera is dunya me koi nahi hai fir use ek hi rasta nazar ata hai khudkashi
Is tarah oh zindagi ko khatam kar leti hai

17/06/2026

Assalamu Alaikum
Kaise hain Aap log Ummid hai ke thik hunge ek zaruri bat Mere pas koi Rishta nahi hai na mai kisi se Rishte karwane ke paise lete hain bas mai information deta hun jin ko Rishta chahiye nepal ke kisi zile se ho apni Details mobile No. Ke sath bhej de mai apne is platform se share kar dunga jo log aap ke aas pas hunge ya aap ka Profile jis ko pasand aayega oh log khud hi aap se Contact kar lega is me mera koi kam nahi hai
Thanks

18/05/2026

Assalamu Alaikum
Ansari beradri se ek ladka ka Rishta hai
Mahotari zile se
Sunni Barailvi +12 Ki huyi ya madarsa se bbi bhi padhi ho to chalega
Jis ko zarurat ho is no. Par Contact kare
9818805611

18/05/2026

Assalamu Alaikum
Shaikh beradri se Ladka ke liye Rishta chaiye
Sunni Barailvi maskal se
Dhanusha zile ka ladka hai
Jis ko chahiye contact kare
9818805611

10/05/2026

Abdul wahid khan
From Nepalgunj
In ko Rishta chaiye niche concat No. De raha hun aas pas ke log Rabta kar le

Mobile No.+9779703672761
+97471232983

Ma sha Allah bahut khub Agar koi halate Hazra ko Dekhte huwe apne bachche ya bachchi ko Madarsa nahi bhejna chahte hain ...
01/05/2026

Ma sha Allah bahut khub Agar koi halate Hazra ko Dekhte huwe apne bachche ya bachchi ko Madarsa nahi bhejna chahte hain ya us ko school me padhate hai time nahi milta koi bhi majburi ho to aap online Taleem dela sakte hain diye gaye No. Par Contact kare aur malumat le

Sarkari aur Private school me jab pdhayi ek hai to har school ka Ketab kiyu Alag Alag hai 🙄 Sarkar ko chahiye ke sarkari...
10/04/2026

Sarkari aur Private school me jab pdhayi ek hai to har school ka Ketab kiyu Alag Alag hai 🙄
Sarkar ko chahiye ke sarkari school ho ya Private sab ketabe ek ho take kahi se bhi koi kharid sake take aur ketab ke name par jo dhandha ho raha hai oh band ho jaye

Address

Janakpur Pol Chok
Janakpur
45600

Opening Hours

Monday 09:00 - 17:00
Tuesday 09:00 - 17:00
Wednesday 09:00 - 17:00
Thursday 09:00 - 17:00
Friday 09:00 - 17:00
Saturday 09:00 - 17:00
Sunday 09:00 - 17:00

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Nepali Islami Rishta Center posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share

Nearby computer & electronics services