19/11/2026
Jab maine content creation shuru ki thi, toh ek curious creator ke taur par mere paas hazaaron sawaal the, par unke real jawab jo deskta tha un tak mera access nahe tha.
Isliye BTS with Z shuru kar raha hoon. Main yahan sirf baatein karne nahi aaya,
balke un sawaalon ke jawab dhoond kar ek bridge ban'ne aaya hoon, taake hamari industry ke naye creators ko camera ke peeche ki asli reality samajh aa sake.